baithak

↑ Grab this Headline Animator

Saturday, September 03, 2005

to death / b'naam e maut

to death
in the infancy of Time
the moment Life stirred
Death came alive too
since then
Death's out stretched arm
keeps exacting dues from Life

Death proud of her eternal life
--the raison d’être of her existence

Soul of man developed gradually
Exemplary man rose from this soul
and put to rest death once again
nobody eulogises Death anymore
nobody

b'naam e maut
Zindagi paida hoo'ie
rauz e azal ki sa'atouN maiN jis dumm
maut nay bhi khOli aankh oos p'al
Maut--ik zaalim ka haath
Zindagi daitee rahi oos ko khiraaj

thaa maut kO
apni hayaat e la fanaa per ghooroor
hayaat e la fanaa--jawaaz e zindagi e-a'jal

rooh e insaaN rafta rafta paa ga'iee baalidgi
Mard e momin qalb e insaaN say ootha
maut ko oos nay a'jal say kar diya hum'kinar
Maut pur ab noha khaaN ko'iee nahiN
ko'iee nahiN

0 Comments:

Post a Comment

<< Home