humraq's
khaab, muhabbat, nafrat, bahar, qa'rar, fa'rar
aaeena e haqeeqat maiN larzaaN woh ak's
pasand ka apni apni milta hay jahaaN
mafhoom her nigah e mutlaashi kO
phir doo'kh ki yeh judagana rahaiN kaisi
her wazah kay lOg raq's e azli maiN jahaaN
saathi bantay haiN chund sa'atouN kay liyay

0 Comments:
Post a Comment
<< Home