bayai'tenaee
souchta hooN aksar
gar jal bhee ga'aye
kagaz per raq'm
chund laf'z tou kya
qayamat aa'ee gi
sadiyouN say humnay
bayai'tenaee ki
dil saada, dimagh
ish'q say mubar'ra
jub ooski zaat ka
paas na raha tou
raakh aalooda laf'z
per ashkbari kaisi?
jub bhula dia
zaat-e-bari ko
tou na insaaN banay
na aadmi na haiwaaN
phir kaisa hay yeh
sub rona dhona?
gar jal bhee ga'aye
kagaz per raq'm
chund laf'z tou kya
qayamat aa'ee gi
sadiyouN say humnay
bayai'tenaee ki
dil saada, dimagh
ish'q say mubar'ra
jub ooski zaat ka
paas na raha tou
raakh aalooda laf'z
per ashkbari kaisi?
jub bhula dia
zaat-e-bari ko
tou na insaaN banay
na aadmi na haiwaaN
phir kaisa hay yeh
sub rona dhona?
0 Comments:
Post a Comment
<< Home