this darkness has to go
kaha oos nay chohRo ji
kya rakha hay in qissa epaarina maiN
kyun kureedtay rehtay hO zakhm e dil kO
kabhi khaul say bahar bhee niklo
kabhi kisi aur nazar say bhee
kisi ko dekho, samjho kisi Kisi ko
kaheen aisa na hO
kay aap youN hee gharíq rahaiN
kisi guzri bahar ko seenay say lagaíaye aur
kaheen woh nazrouN
kay samnay say aap kay guzar jaíaye
kaheen woh moqíqa youn hee raigaaaN jaíaye
khizaan hay aaj tO bahaar dooír nahiN
kabhi tO muskuradO
khizaan hay aaj muskuradO isi baat per
kay din bahar kay dooír nahiN, muskuradO
kya rakha hay in qissa epaarina maiN
kyun kureedtay rehtay hO zakhm e dil kO
kabhi khaul say bahar bhee niklo
kabhi kisi aur nazar say bhee
kisi ko dekho, samjho kisi Kisi ko
kaheen aisa na hO
kay aap youN hee gharíq rahaiN
kisi guzri bahar ko seenay say lagaíaye aur
kaheen woh nazrouN
kay samnay say aap kay guzar jaíaye
kaheen woh moqíqa youn hee raigaaaN jaíaye
khizaan hay aaj tO bahaar dooír nahiN
kabhi tO muskuradO
khizaan hay aaj muskuradO isi baat per
kay din bahar kay dooír nahiN, muskuradO
0 Comments:
Post a Comment
<< Home