statistics / ai'daad o shumaar
statistics
when, where, how, and why
this incessant rain
can be cumbersome
how can we measure a teary sunset
moonlightís hide and seek
maiden's perky jaunt
infant's innocence
and yes our world is full of bean counters
their sole aim in life, count and measure
swinging cat walks, innocent smiles
thundering clouds, mercurial waves
pulmonary beats, flight of reveries
depth of emotions,
each and every moment
they weigh and record
for posterity
despite awareness, this pleased poet
contentedly whirls in search of some words
some songs, some smiles
and some foot prints
ai'daad o shumaar
kab, kahan, kaisay, kiyouN
yeh laa matínahi ooftaad
naagawar hay buhat
kaisay tarazoo maiN hum toulaiN oon bandhanouN ko
doubtay huíaye aftaab ko, ma'soom mooskurahat ko
baadlouN maiN chanda ki aankh-macholi ko,
kisi shokh dilruba ki lehrati, nachti chaal ko
haaN, il'm hay duniya maiN nahiN hay kami logouN ki
garajtay baadaloun ko, lehrouN ki shokihiouN ko
dil ki her dhaRkan ko, khayaalat ki bulandi
jazbaat ki her pusti ko, bus tattol'tay rehtay haiN
her dum jaaNchtay rehtay haiN
janay kin naslouN kay liy'e
bajooz is aa'g'hi kay pagal munn mera must hay
kisi naghmay, kisi boul, kisi mooskurahat
kisi qaatil kay khoj maiN
pagal munn mera must hay

0 Comments:
Post a Comment
<< Home