aik aur aik dO: aur dO say aik
shaikh o brahmin, rabbi ya padre
baat daire ki hO, kaabay kaleesa ki
qOl inkay sitaraOn ko chootay haiN
fayíel pastiON maiN haiN ghota-zun
dO rahaiN, dO mausam, dO kaifiyaat
aur sub per havi dO jaagti aaNkhaiN
dO ankhON say sub mullah o pandit
aik hee manzil, aik such, aik haqeeqat
ki joostujoo maiN kOshaaN haiN sadía
phir yeh kaisa ajooba hay Yaarub
kyuN yeh tíray míray darmiaN
nafratON ki khaleej phaliatay haiN
baat daire ki hO, kaabay kaleesa ki
qOl inkay sitaraOn ko chootay haiN
fayíel pastiON maiN haiN ghota-zun
dO rahaiN, dO mausam, dO kaifiyaat
aur sub per havi dO jaagti aaNkhaiN
dO ankhON say sub mullah o pandit
aik hee manzil, aik such, aik haqeeqat
ki joostujoo maiN kOshaaN haiN sadía
phir yeh kaisa ajooba hay Yaarub
kyuN yeh tíray míray darmiaN
nafratON ki khaleej phaliatay haiN
0 Comments:
Post a Comment
<< Home