bay-naam, ba-pata
guzashta roz
mera naam thaa
pata thaa
phir utha liya gaya mujhay
aaj
maiN ik number hooN
chispaaN jo hay
anghootay per m`ray
tag on my toe
yesterday
i had a name
i had an address
today
i have disappeared
i did not abandon the family
they took me away
and fixed a tag on my toe
reckoning
reckoning
the day
is never done
it is there
24/7
unblinking
eyeball to eyeball
till we
surrender
paglay
paglay
baat maiN wazan hota
tou humari-tumhari suni jaati
wazan
baat maiN nahiN
wardi aur daulat maiN
hota hay
maan lo
se'h lo
chup ho jao
thoughts stray or pondered
pole dancing
pole dancing
populism is in
empathy is out
we're stuck
in t-whining*
*t- tweet
rishtouN ka bojh
in rishtouN ka bojh
ab uthaye nahiN uthta
nadaanistagi maiN
janay kya kya
daal dya in natawaaN kandhoN per
kuch apnoN nay
kuch ghairoN nay
in rishtouN ka bojh
ab uthaye nahiN uthta
bharosa unqaa
bharosa unqaa
koi yeh bata'aye
kis kis ka rona
roaiN hum aur aap
sujhaee kuch bhee
nahiN daita ab
muflisi qehat
hay her soo aur woh
kehtay haiN sub theek
hay theek ho jaiga
bharosa rakho
losing a loved one
the throbbing of torrential tears
fearlessly flowing freely
resonating reflections and recollections
of one who was here this morning
callously, carelessly confirmed (dead)
by a cretin with no conscience
likhnay say hay ghar'z mujhko
likhnay say hay ghar'z mujhko
azad pen ya dollar pen ho
qalam ya dawat ho
jari rahay gi mashq e sukhan
takhti say shr'u hui thee jo
likhnay say hay ghar'z mujhko
irony's slow death
irony's slow death
a known liar
agitating
against #fakenews
ger hum hotay
ger hum hotay
chaand per basay
tou wahaaN ki
chaudhween shub ko
kya kertay
aqwaal e zarreen
kehtay haiN woh
samjhota karlo
khair i'si maiN hay
mana dakaiti buri hay
laikin jaan bachcana hay
tou paisay day do
phir kisi din
oosool ko fauqiyat daina
nahiN
yeh waq't nahiN samjhotay ka
yeh waq't hay muqablay ka
cauldron of wise words
cauldron of wise words
resistance is futile
dictates prudence
give in to the imbeciles
hand over the wallet
live another day to fight back
but
the glory is in not giving in
the glory is not in giving up
dharti maaN
dharti maaN
rehtay haiN
shub o roz
ehsaan-mand
kal dono
ko salaam
mother earth
am thankful
for bounties
tomorrow
i'll salute
both of you
faraib e musalsil
faraib e musalsil
na aana rangON kay faraib maiN
redblueyellow rang badaltay haiN
kabhi dil-kash kabhi dil faraib
ak's ko youN munjamind kertay haiN
(from the subconscious to the canvas)
khwaab zeh'n say canvas per aatay haiN
u-turn
u-turn
jub principle ka qehat ho
aur pricipals ki buhtat ho
waq't ka rona
waq't ka rona baar baar
kyuN rotay ho pyaray
aaiana dekho aur
bahao aansoo pyaray
hum
hum
khamashi achchi hay
magar yeh majboori
chup nahiN reh sakthay
ramzaan...ramadaan
ramzaan...ramadaan
is overrated
fasting, praying
meaningless both
when unchanged
our acts remain
rab hay woh aalamouN ka, humaiN kya
rab hay woh aalamouN ka, humaiN kya
janay kis aalam maiN ho, humaiN kya
kehtay haiN woh pagal hay, humaiN kya
nafrat ghussa tapkay hay, humaiN kya
kertay ho bay-wajah zul'm, humaiN kya
jahaan sara hansay ga, humaiN kya
janay kis....
khudara, khuda ki baat mut karo
khudara, khuda ki baat mut karo
bandoN ko youN paraishaN mut karo
rab hay woh aalamouN ka, humaiN kya
janay kis aalam maiN ho, humaiN kya
peer e tasma-paa
peer e tasma-paa
kehna mut kisi say dosto
malika e bartania
bhaijti nahiN apna VICEroy
di'hayyouN se headquarter hee
kerta hay mussallat hum per
maanind e peer tasma-paa
if i could have said it
if
i could have said it
then
i would have
but
i refrained
not
for lack of resolve
or
scarcity of words
why?
that is for my mother
to explain, sadly
she is not here
look for houris there
look for houris there
if you love to die
look for houris there
leave others alone
it is your misdeeds
that turns most people
away from god
no houris there
no houris there
mernay ka itna hee shauq hay
tou latak jao pankhay se
mut maro masoom mazloom ko
in harkatouN say tumhari
hojatay haiN log munharif
deen se, dunya se, khuda se