baithak

↑ Grab this Headline Animator

Saturday, August 20, 2005

s & s - a love poem /mohabbatoun kay ruk'h

read it any way you like
the first s is shahida or shahid
and the second s is shahid or shahida

--------------------------------------------------------------

s: yes, love is in the air
floating in guilt leaden pollution
but letís plot
how weíd escape
this existential whirlpool

s: fathom not
the foggy outfield
would rather
taste your warmth
feel you
around, over, in
would rather be one
with you
or float away
unseen, unfelt
without

s: have heard this before
this persistent feeling
have heard this oft
lofty ideals
esoteric dreams
blending with secretions
--o heavenly sweat.
but today
these desultory delusions
win
the heart nor the mind

s: loud, distinct, resonating
i hear you --
will discuss another time
promise you, i do
come, sit here, closer


mohabbatouN kay roo'kh

oos nay kaha: choRo in qissouN ko
dhooíaaN kahan say aaya
aag kahaN hay lagi
ghubaar e dil ka naghma chehRo
kaisay is bhanwar say niklaiN
aisi baataiN soucho

oos nay kaha:aíqal say mubaríra yeh ghubaar
ik wajoodi kuhír
yalghaar ghubaar okuhír ki
aur límus, tasawwur tera
garmi teray saaíaye ki
hataa kar dhoondh ki yeh chaadar
choom looN, choopa looN
baaNhouN maiN apni
kar dooN sab't tujhay
her goushaa e dil maiN
dimaagh maiN, zehn maiN
har nafís maiN apnay

paa jaaíouN yaa mitt jaaíouN
mitt jaaíouN yaa paa jaaíouN

oos nay kaha: soo'nn rakhi haiN
sab yeh baataiN
garmi e andeshaa, jab'r o qad'r
maígar yeh milaap
pal dou pal ka, chund saaíatouN kaa
phir wohi baigaangi aur udaasi
ab dil nahiN maangíta
ab dil nahiN maaníta

oos nay kaha: chalo choRho
rakhíkha kiya hay in baatouN maiN
aaío baitho yahaN

0 Comments:

Post a Comment

<< Home