bazaari aashiq
anqaa ki manind haiN laRkiyaaN
hur dum tehleel takhayyool maiN inkay
hur harkat per oonkay hotay rehtay haiN
qurbaan yeh baar baar
na koi khaas mohabbat hay inhaiN
na ranjish oonkay chahnay waalouN say
in ka kya kijiaye her dum inhaiN tou
aziyyat-e-joostujoo-e-lalila chahiyay
moharrik-e-tazkirah-e-mehfil chahiyay
apni zindagi ki nashaibi rahouN per
tawah-hoom-o-khood sakhta
andhairouN main gharq
jazba-e-mohabbat ko banakay ik Dak Bungla
hay azal say rawaaN hay qaafla
in baazari aashiqouN ka
hur dum tehleel takhayyool maiN inkay
hur harkat per oonkay hotay rehtay haiN
qurbaan yeh baar baar
na koi khaas mohabbat hay inhaiN
na ranjish oonkay chahnay waalouN say
in ka kya kijiaye her dum inhaiN tou
aziyyat-e-joostujoo-e-lalila chahiyay
moharrik-e-tazkirah-e-mehfil chahiyay
apni zindagi ki nashaibi rahouN per
tawah-hoom-o-khood sakhta
andhairouN main gharq
jazba-e-mohabbat ko banakay ik Dak Bungla
hay azal say rawaaN hay qaafla
in baazari aashiqouN ka
0 Comments:
Post a Comment
<< Home