baithak

↑ Grab this Headline Animator

Saturday, July 31, 2021

sitam zareefi

sitam zareefi

jub bhii safar ka qas'd kya
manzil mutayyun ki
rakht e safar bandha
phir achanak khabar aaee
covid nay dobara ser uthaya
safar ka irada multavi kya
aur ik aah kay saath
thandi saans li

0 Comments:

Post a Comment

<< Home