baithak

↑ Grab this Headline Animator

Monday, March 08, 2021

kaun kehta hay iii

 kaun kehta hay iii

iii

kaun kehta hay
shama e muhabbat gul ho rahi hay
yeh daikho, gao-mata ki khaal maiN aarasta
tumhari tasveer hay ab bhee mehfooz
pichli jaib maiN humari

0 Comments:

Post a Comment

<< Home