baithak

↑ Grab this Headline Animator

Wednesday, June 22, 2016

shabistaanoN kay bhaNwar

kuch bijli bhee tarki thee
kuch Olay bhee giray thay
sar e shaam se sehr tlak
yeh silsila chalta raha
kashish main hua afaaqa 
na tishnagi main hui kami
yeh dekh ker oos nay farmaya
kaisii hay yeh tishnagi
hum kiya batlaiN shokh ko
shabistaanoN kay bhaNwar
say najat pa'ain tou jaanaiN

0 Comments:

Post a Comment

<< Home