akbar allahbadi
yaad aata hay phir akbar ka andaaz e bayaan
woh resham maiN lipta ooska andaaz e bayaan
dheema lehja aur zaire e lub muskurahat
kaRwa such, meetha sherbat, t'ra andaaz e bayaan
(wonder if i should have written zair e moonch instead)
more on akbar allahbadi HERE
#Sheroftheday #AkbarAllahabadi
duniya mein hun duniya ka talabgar nahin hun
baazaar se guzra hun kharidar nahin hun
0 Comments:
Post a Comment
<< Home