andha aaeena
andha aaeena
lub b'muh'r aaena
dekh raha hay
dikha raha hay
lips sealed
the seeing mirror
witnessing
reflecting
kabhi bahaar ki mehak say pu'ur
kabhi pyar ki mudhoshi say terr
kabhi fatwON kay bojh say aashna
kiya kiya na dekha oosnay
kiya kiya na suna oosnay
hum aisay nahiN
hum waisay nahiN
srif zair e lub woh muskurah diya
meh'v e hairaaN hooN
yeh aaeena youN
khuda kaisay bun gaya?
lub b'muh'r aaena
dekh raha hay
dikha raha hay
lips sealed
the seeing mirror
witnessing
reflecting
kabhi bahaar ki mehak say pu'ur
kabhi pyar ki mudhoshi say terr
kabhi fatwON kay bojh say aashna
kiya kiya na dekha oosnay
kiya kiya na suna oosnay
hum aisay nahiN
hum waisay nahiN
srif zair e lub woh muskurah diya
meh'v e hairaaN hooN
yeh aaeena youN
khuda kaisay bun gaya?
0 Comments:
Post a Comment
<< Home